SEARCH RESULTS
Showing search results for "muftii-o-qaazii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "muftii-o-qaazii"
Ghazal
vo mohtasib ho ki shahna ki muftii-o-qaazii
hamaaraa ko.ii nahii.n hai har ek teraa hai
Gyan Chand Jain
Ghazal
sabz gumbad kii ghanii chhaa.nv jo ho jaa.e nasiib
'muftii'-e-shahr kabhii KHvaahish-e-jannat na kare
Syed Abdus Sattar Mufti
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "muftii-o-qaazii"
Ghazal
ham ne u.Dnaa hai 'muftii' u.De.nge zaruur
rezish-e-baal-o-par ham nahii.n jaante
Syed Abdus Sattar Mufti
Ghazal
Qazi Ghulam Mohammad
Ghazal
'qaazii' shab-e-hayaat kahii.n be-karaa.n na ho
bazm-e-vafaa me.n zikr-e-sahar KHaal-KHaal hai
Qazi Ghulam Mohammad
Ghazal
the vo KHalvat-kada-e-naaz ke parde 'qaazii'
barg-e-gul jin ko miraa diida-e-hairaa.n samjhaa
Qazi Ghulam Mohammad
Ghazal
bikhrii hu.ii hai kitne navaadir kii shakl me.n
'qaazii' nigaar-KHaana-e-dil me.n vatan kii yaad
Qazi Ghulam Mohammad
Ghazal
ai Gam-e-hijr-e-dil-aaraam ke maare 'qaazii'
vahshat-aamoz hai kyo.n ghar kii fazaa aaj kii shab
Qazi Ghulam Mohammad
Ghazal
muftii-o-mohtasib-o-vaa.iz-o-qaazii-o-faqiih
terii aa.nkho.n se kahii.n ko.ii bachaa hai saaqii
Naim Hamid Ali
Ghazal
fatvaa diyaa hai muftii-e-abr-e-bahaar ne
tauba kaa KHuun baada-kasho.n ko halaal hai
Jaleel Manikpuri
Sher
fatvaa diyaa hai muftii-e-abr-e-bahaar ne
tauba kaa KHuun baada-kasho.n ko halaal hai