SEARCH RESULTS
Showing search results for "mumaasalat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mumaasalat"
Ghazal
mushaabahat ke ye dhoke mumaasalat ke fareb
miraa tazaad liye mujh saa huu-ba-huu kyaa hai
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
dekho mumaasalat kii bhii had ho ga.ii 'sahar'
us ko hai chaa.nd mujh ko bahut chaa.ndnii pasand
Asad Raza Sahar
Sher
mushaabahat ke ye dhoke mumaasalat ke fareb
miraa tazaad liye mujh saa huu-ba-huu kyaa hai
Abdul Ahad Saaz
Nazm
mahbuba aur maut
mahbuuba aur maut me.n ik mumaasalat hai
ki mujhe dono.n se mohabbat hai
Akhlaq Ahmad Ahan
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
mumaasalatii
मुमासलतीمُماثَلَتی
مماثلت (رک) سے منسوب ، ملتا جلتا ، جو دوسری چیز کے ساتھ مشابہت رکھتا ہو ۔
MORE MATCHES FOR "mumaasalat"
Ghazal
mumaasalat hii nahii.n saath rahne vaalo.n me.n
ko.ii bataa.e mujhe kis se meraa naata hai
Shaista Yusuf
Ghazal
sukuut-e-shab me.n falak se mumaasalat ke liye
siyaah rang chunaa KHvaab-gah kii chhat ke liye
Umair Najmi
Ghazal
hone lagii hai barq se merii mumaasalat
kuchh is lihaaz se mirii raftaar gir ga.ii
Kaif Uddin Khan
Ghazal
mumaasalat kaa ko.ii shaa.iba nahii.n hai 'siraaj'
kahaa.n savaal kaa lahja kahaa.n javaab kaa rang
Sirajuddin Siraj
Ghazal
phir aa.ii fasl ki maanind barg-e-aavaara
hamaare naam gulo.n ke muraaslaat chale
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
KHud pe jab dasht kii vahshat ko musallat karuu.ngaa
is qadar KHaak u.Daa.uu.ngaa qayaamat karuu.ngaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
mujh pe ik hijr musallat hai hamesha ke liye
aisaa jin hai ki ko.ii piir nahii.n khii.nch sakaa