SEARCH RESULTS
Showing search results for "mumaasalat"
Ghazal MATCHES FOR "mumaasalat"
Ghazal
mushaabahat ke ye dhoke mumaasalat ke fareb
miraa tazaad liye mujh saa huu-ba-huu kyaa hai
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
dekho mumaasalat kii bhii had ho ga.ii 'sahar'
us ko hai chaa.nd mujh ko bahut chaa.ndnii pasand
Asad Raza Sahar
Ghazal
mumaasalat ke havaalo.n me.n mat talaash karo
umuumiyat se hamaarii Gazal judaa hai bahut
Zafar Sahbai
Ghazal
mumaasalat hii nahii.n saath rahne vaalo.n me.n
ko.ii bataa.e mujhe kis se meraa naata hai
Shaista Yusuf
Ghazal
sukuut-e-shab me.n falak se mumaasalat ke liye
siyaah rang chunaa KHvaab-gah kii chhat ke liye
Umair Najmi
Ghazal
hone lagii hai barq se merii mumaasalat
kuchh is lihaaz se mirii raftaar gir ga.ii
Kaif Uddin Khan
Ghazal
mumaasalat kaa ko.ii shaa.iba nahii.n hai 'siraaj'
kahaa.n savaal kaa lahja kahaa.n javaab kaa rang
Sirajuddin Siraj
Ghazal
phir aa.ii fasl ki maanind barg-e-aavaara
hamaare naam gulo.n ke muraaslaat chale
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
KHud pe jab dasht kii vahshat ko musallat karuu.ngaa
is qadar KHaak u.Daa.uu.ngaa qayaamat karuu.ngaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
mujh pe ik hijr musallat hai hamesha ke liye
aisaa jin hai ki ko.ii piir nahii.n khii.nch sakaa
Umair Najmi
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
'ajiib KHauf musallat thaa kal havelii par
lahu charaaG jalaatii rahii hathelii par
Mohsin Naqvi
Ghazal
tamaam shahr pe ik KHaamushii musallat hai
ab aisaa kar ki kisii din mirii zabaa.n se nikal
Abhishek Shukla
Ghazal
ab tak mire a.asaab pe mehnat hai musallat
ab tak mire kaano.n me.n mashiino.n kii sadaa hai
Tanveer Sipra
Ghazal
aql ke kaarobaar me.n dil ko bhii rakh shariik-e-kaar
dil ke mu.aamalaat me.n aql ko ajnabii samajh
Khumar Barabankavi
Ghazal
is darja hai musallat diivaangii kaa aalam
diivaangii bhii mujh ko diivaana kah rahii hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
hone na diyaa KHud pe musallat use mai.n ne
jis shaKHs ko jii jaan se apnaa.e hu.e thaa
Anwar Shuoor
Ghazal
is qadar sard-mizaajii hai musallat ham par
ko.ii bhii baat ho ab KHuun ubaltaa hii nahii.n