SEARCH RESULTS
Showing search results for "muntashir-e-yaad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "muntashir-e-yaad"
Ghazal
yaad-e-kitaab-e-shauq na hogii KHatm kabhii
insaa.n ik ik baab me.n uljhaa baiThaa hai
Mashkoor Husain Yaad
Nazm
mashrab
haa.n taash ke patto.n me.n kuchh ahbaab to mashGuul
jo muntashir-e-yaad ho dil kaise bhulaa.e
Meem Hasan Lateefi
Ghazal
usii ke naGmo.n se jhuumegii kaa.enaat ai 'yaad'
vo jis ke saamne aahan-sifat pighalte hai.n
Shahjahan Bano Yaad
Ghazal
zindagii kii dhuup me.n jab duur tak jaanaa pa.Daa
yaad aa.e terii zulfo.n ke ghane saa.e bahut
M. A. Qadeer
Ghazal
baaG me.n jhuulaa Daal ke jhuule sakhii sahelii sang
jab pardesii kii yaad aa.e ho manvaa bechain
Faza Ibn e Faizi
MORE MATCHES FOR "muntashir-e-yaad"
Ghazal
chalo ki shart-e-rifaaqat bhii saath chho.D ga.ii
kabhii jo yaad bhii aa.e.n to bhuul jaa.o hame.n
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
A. D. Azhar
Ghazal
tum ko to ye aataa hai ki yaad aa.e chale jaa.o
ham tum ko bhulaa.e.n to bhulaanaa nahii.n aataa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
sar-e-shaam aaj kyo.n nii.nd aa rahii hai
ye kis kii yaad kii purvaa.iyaa.n hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
yaad kaa sang-e-giraa.n ruuh kii gahraa.ii me.n
Duubtaa hai to ka.ii zaKHm ubhar aate hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
jab kahaa us ne ki martaa huu.n to kosaa is tarah
tujh ko aa.e yaa-ilaahii Gair kii aa.ii hu.ii
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
kyuu.n ujaa.Daa zaahido but-KHaana-e-aabaad ko
masjide.n kaafii na hotii.n kyaa KHudaa kii yaad ko
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
shab-e-vasl murG-e-sahar yaad rakhnaa
zabaa.n kaaT luu.ngaa jo royaa ziyaada
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
dil bahalne kii ko.ii suurat nazar aatii nahii.n
yaad bhii aataa nahii.n ab yaad aa jaanaa tiraa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
mansuub terii yaad hai diivaar-o-dar ke saath
phir kyo.n na ho lagaav mujhe apne ghar ke saath
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
ho gayaa aur shab-e-hijr kaa kaTnaa mushkil
chhup gayaa chaa.nd tirii yaad dilaa kar mujh ko