SEARCH RESULTS
Showing search results for "mushk-o-itr"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mushk-o-itr"
Ghazal
nik.hat se mushk-o-itr kii duniyaa mahak ga.ii
paanii nahaane me.n tiraa juu.Daa khulaa na ho
Nasim Maysori
Ghazal
yahaa.n ta.ayyun-e-aqdaar bhii zaruurii hai
KHud apne mushk kii qiimat Gazaal puuchhegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
phuulo.n se sivaa hai badan-e-paak me.n KHushbuu
kab itr lagaane se vo itraa.e hu.e hai.n
Kalb-e-husain Nadir
PAGE MATCHES FOR "mushk-o-itr"
BOOKS MATCHES FOR "mushk-o-itr"
MORE MATCHES FOR "mushk-o-itr"
Ghazal
jis ke jho.nke se sabaa tabla-e-attaar bane
hai vo baad-e-sahar-e-itr-fishaan-e-dehlii
Meer Mehdi Majrooh
Sher
paayaa tabiib ne jo tirii zulf kaa mariiz
shaamil davaa me.n mushk-e-shab-e-taar kar diyaa
Muneer Shikohabadi
Nazm
kya gul-badani hai
gesuu hai.n ki gul-baazii-e-mushk-e-KHutanii hai
kyaa gul-badanii gul-badanii gul-badanii hai
Josh Malihabadi
Ghazal
mohtaaj-e-buu-e-itr na thaa jism-e-KHuub-e-yaar
KHushbu-e-dilbarii thii jo us pairahan me.n thii
Hasrat Mohani
Ghazal
dimaaG ahl-e-KHaraabaat ke mo.attar hai.n
kabaab naafa-e-mushk-e-KHutan gulaab sharaab
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ruuh ab tak hai mo'attar gul-e-taaza kii tarah
'ishq ko mushk-e-abad-giir samajhtaa huu.n mai.n