SEARCH RESULTS
Showing search results for "musht"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "musht"
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
sar par hujuum-e-dard-e-Gariibii se Daaliye
vo ek musht-e-KHaak ki sahraa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
ek musht-e-KHaak aur vo bhii havaa kii zad me.n hai
zindagii kii bebasii kaa isti.aara dekhnaa
Parveen Shakir
PAGE MATCHES FOR "musht"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "musht"
Sher
Muztar Khairabadi
Ghazal
ziina sabaa kaa Dhuu.nDtii hai apnii musht-e-KHaak
baam-e-buland yaar kaa hai aastaana kyaa
Haidar Ali Aatish
Sher
ik silsila havas kaa hai insaa.n kii zindagii
is ek musht-e-KHaak ko Gam do-jahaa.n ke hai.n
Chakbast Braj Narayan
Nazm
aurat
sharaf me.n ba.Dh ke surayyaa se musht-e-KHaak us kii
ki har sharaf hai isii darj kaa dur-e-maknuu.n
Allama Iqbal
Ghazal
Saqi Faruqi
Ghazal
ye musht-e-KHaak ye sarsar ye vus.at-e-aflaak
karam hai yaa ki sitam terii lazzat-e-iijaad
Allama Iqbal
Qadir Nama
kek.Daa sartaan hai kachhvaa sa.ng-pusht
saaq pinDlii faarsii muTThii kii musht