SEARCH RESULTS
Showing search results for "nazr"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nazr"
Sher
na vo rindaan-e-KHush-auqaat na vo bazm-e-vafaa
ishrat-e-baada-e-gulfaam kise nazr karuu.n
Masood Akhtar Jamal
Sher
javaano nazr de do apne KHuun-e-dil kaa har qatra
likhaa jaa.egaa hindostaan ko farmaan-e-aazaadii
Nazish Partap Gadhi
PAGE MATCHES FOR "nazr"
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
nazr honaa
नज़्र होना نَذْر ہونا
to be devoted or sacrificed (to or for), to be or become a prey (to)
MORE MATCHES FOR "nazr"
Sher
chalo lahuu bhii charaaGo.n kii nazr kar de.nge
ye shart hai ki vo phir raushnii ziyaada kare.n
Manzoor Hashmi
Nazm
aawara sajde
ik yahii soz-e-nihaa.n kul miraa sarmaaya hai
dosto mai.n kise ye soz-e-nihaa.n nazr karuu.n
Kaifi Azmi
Sher
dil kaam kaa nahii.n to na lo jaan nazr hai
itnii zaraa sii baat pe jhag.Daa na chaahiye
Muztar Khairabadi
Ghazal
'nazr' phir aayaa hai ik rasm nibhaane kaa din
saj sa.nvar ke sabhii raavan ko jalaane nikle
Nazr Fatmi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Zaka Meer Aulad Mohammad Khan
Sher
maanaa burii KHabar hai pa terii KHabar to hai
sabr-o-qaraar nazr karuu.n naama-bar ko mai.n
Ismail Merathi
Sher
jaa.n nazr kii to dono.n jahaa.n mil ga.e hame.n
tai marg o zindagii kaa har ik marhala hu.aa
Jameel Malik
Ghazal
Fattavat Aurangabadi
Ghazal
tishna-labo.n kii nazr ko sauGaat chaahiye
tere nisaar tho.Dii sii barsaat chaahiye
Jafar Tahir
Sher
jaave vo sanam brij ko to aap kanhaiyaa
jhaT saamne ho murlii kii dhun nazr paka.D kar


