SEARCH RESULTS
Showing search results for "ne.amat-e-sharaab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ne.amat-e-sharaab"
Ghazal
ne.amat-e-Gam se jo dil mahruum ho vo dil nahii.n
jaam KHaalii ho to kyo.n kar us ko paimaana kahe.n
Kanval M. A
Ghazal
aa.o ham me.n Dhal jaa.o umr bhar ke pyaase hai.n
tum sharaab ho yaaro ham ayaaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
'fazaa' hame.n to hai kaafii yahii KHumaar-e-vajuud
hai be-sharaab bhii haasil nasha bahut gahraa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
paate hai.n mai-kade me.n 'baqaa' ne.amat-e-sharaab
KHum se sab subuu subuu se qadah aur qadah se ham
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
bas ek ghuu.nT banaa degaa ‘aarif-o-saalik
tum apnaa jaam uThaa.o sharaab mai.n duu.ngaa
Badr-e-Alam Khan Azmi
MORE MATCHES FOR "ne.amat-e-sharaab"
Ghazal
sharaab pii chuke be-chaare ko ijaazat do
kha.Daa hai der se ruKHsat ko ai nigaar lihaaz
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
vaa.iz sharaab-o-huur kii ulfat me.n Garq hai
hai sar se paa.nv tak ye sitam-gar tamaam hirs
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
dariyaa-e-sharaab us ne bahaayaa hai hamesha
saaqii se jo kashtii ke talabgaar hu.e hai.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
shabaab aa gayaa us par shabaab se pahle
dikhaa.ii dii mujhe ta.abiir KHvaab se pahle
A G Josh
Ghazal
baiThe hai.n tishna-kaam sar-e-rahguzar tamaam
saaqii tirii sharaab kaa armaa.n kiye hu.e
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
ye ek hii to ne.amat-e-insaa.n-navaaz thii
dil mujh ko mill gayaa to KHudaa.ii ko kyaa milaa
Seemab Akbarabadi
Nazm
majazi KHuda
chaar tinko.n kaa shauq-e-makaa.n kyaa banaa
ne.amat-e-qurb-e-ulfat bhii jaatii rahii
Ishrat moin Seemaa
Ghazal
hame.n ye ne.amat-e-uzmaa-rasaa na kyo.n miltii
KHudaa ne ishq ko paidaa kiyaa bashar ke liye
Nazeer Mohammad Arzu Jaipuri
Ghazal
use nasiib hu.ii ne.amat-e-vilaa-e-nabii
jahaa.n se 'tahniyat' is tarah shaadmaa.n guzrii