SEARCH RESULTS
Showing search results for "nigah-e-aashnaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nigah-e-aashnaa"
Sher
ik fusuu.n-saamaa.n nigaah-e-aashnaa kii der thii
is bharii duniyaa me.n ham tanhaa nazar aane lage
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
dil kaa mo.aamla nigah-e-aashnaa ke saath
aise hai jaise raabta-e-gul sabaa ke saath
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
kyuu.n badle hu.e hai.n nigah-e-naaz ke andaaz
apno pe bhii uTh jaatii hai aGyaar ke hote
Zehra Nigaah
Ghazal
mai.n KHushbu-e-badan se 'aashnaa' huu.n
mire suukhe labo.n kii pyaas ho tum
Mittar Singh Aashna
Ghazal
sar-e-mahfil to ko.ii guftuguu kartii nahii.n ho tum
nigaaho.n se mire dil ke magar paiGaam letii ho
Mittar Singh Aashna
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "nigah-e-aashnaa"
Ghazal
tumhaarii bazm me.n aa.egaa 'aashnaa' ik din
hujuum-e-yaas kii chaadar ko chaak karte hu.e
Mittar Singh Aashna
Ghazal
'aashnaa' chashm-e-tasavvur ke nisaar
un kii hii jalvagarii thii raat bhar
Mittar Singh Aashna
Ghazal
Mittar Singh Aashna
Ghazal
ik nigaah-e-aashnaa kaa aasraa jaataa rahaa
aaj ham tanhaa.iyo.n me.n aur tanhaa ho ga.e
Abu Mohammad Sahar
Ghazal
ik vus.at-e-KHayaal ki lafzo.n me.n ghir ga.ii
lahja kabhii jo ham ko karam-aashnaa milaa
Zehra Nigaah
Ghazal
begaana-e-adab kiye detii hai kyaa karuu.n
us mahv-e-naaz kii nigah-e-aashnaa mujhe