SEARCH RESULTS
Showing search results for "nisf"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nisf"
Ghazal
Jaun Eliya
Nazm
dosti ka hath
ab un kii tiira-nasiibii charaaG chaahtii hai
jo log nisf sadii tak rahe a.ndhero.n me.n
Ahmad Faraz
Marsiya
zulfo.n me.n jalva-gar nahii.n chehra janaab kaa
hai nisf shab me.n aaj zuhuur aaftaab kaa
Meer Anees
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "nisf"
Nazm
kaniz
huzuur aap aur nisf shab mire makaan par
huzuur kii tamaam-tar balaa.e.n merii jaan par
Ahmad Faraz
Ghazal
pa.Dhtaa namaaz mai.n bhii huu.n par ittifaaq se
uThtaa huu.n nisf raat ko dil kii sadaa ke saath
Abdul Hamid Adam
Nazm
chadar aur chaar-diwari
dam-e-sub.h dar-ba-dar hai.n
huzuur ke nutfe ko mubaarak ke nisf virsa se be-mo'atabar hai.n
Fahmida Riaz
Ghazal
vo jis ke nisf ne paagal kiyaa hai duniyaa ko
mai.n sochtaa huu.n haqiiqat me.n saaraa kyaa hogaa
Muzdam Khan
Ghazal
Rais Amrohvi
Ghazal
tuluu-e-sub.h kii afvaah itnii aam hu.ii
ki nisf shab ko gharo.n ke diye bujhaa.e ga.e
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
maal chorii kaa jo taqsiim kiyaa choro.n ne
nisf to baT gayaa bastii ke nigahbaano.n me.n