SEARCH RESULTS
Showing search results for "obaid siddiqi"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "obaid siddiqi"
MORE MATCHES FOR "obaid siddiqi"
Sher
udaasii aaj bhii vaisii hai jaise pahle thii
makii.n badalte rahe hai.n makaa.n nahii.n badlaa
Obaid Siddiqi
Ghazal
duniyaa ko is baar fasaana kar duu.ngaa
KHvaabo.n ko har samt ravaana kar duu.ngaa
Obaid Siddiqi
Ghazal
nuqsaan kyaa bataa.e.n hamaaraa kiyaa bahut
is kaarobaar-e-dil ne KHasaaraa kiyaa bahut
Obaid Siddiqi
Ghazal
apne baa'd haqiiqat yaa afsaana chho.Daa thaa
phuul khile the mai.n ne jab viiraana chho.Daa thaa
Obaid Siddiqi
Ghazal
zamiin baar-haa badlii zamaa.n nahii.n badlaa
isii liye to ye meraa jahaa.n nahii.n badlaa
Obaid Siddiqi
Ghazal
kaise badal rahe ho bataataa nahii.n hai kyaa
aa.iina ko.ii tum ko dikhaataa nahii.n hai kyaa
Obaid Siddiqi
Ghazal
kabhii kabhii ye suunaa-pan khal jaataa hai
bas ik lamha aataa hai Tal jaataa hai
Obaid Siddiqi
Ghazal
us ke partav se hu.aa hai zaafraanii rang kaa
aa.iina to aaj bhii hai kahkashaanii rang kaa


