SEARCH RESULTS
Showing search results for "ozg"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ozg"
Sher
ye ishq nahii.n aasaa.n itnaa hii samajh liije
ik aag kaa dariyaa hai aur Duub ke jaanaa hai
Jigar Moradabadi
MORE MATCHES FOR "ozg"
Ghazal
ye ishq nahii.n aasaa.n itnaa hii samajh liije
ik aag kaa dariyaa hai aur Duub ke jaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
socho to ba.Dii chiiz hai tahziib badan kii
varna ye faqat aag bujhaane ke liye hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
aag dozaKH kii bhii ho jaa.egii paanii paanii
jab ye aasii araq-e-sharm se tar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
yaar havaa se kaise aag bha.Dak uThtii hai
lafz ko.ii a.ngaaraa kaise ho saktaa hai


