SEARCH RESULTS
Showing search results for "paimaana-e-sharaab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "paimaana-e-sharaab"
Ghazal
shabaab aa gayaa us par shabaab se pahle
dikhaa.ii dii mujhe ta.abiir KHvaab se pahle
A G Josh
Ghazal
aa.o ham me.n Dhal jaa.o umr bhar ke pyaase hai.n
tum sharaab ho yaaro ham ayaaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
'fazaa' hame.n to hai kaafii yahii KHumaar-e-vajuud
hai be-sharaab bhii haasil nasha bahut gahraa
Faza Ibn e Faizi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "paimaana-e-sharaab"
Sher
dariyaa-e-sharaab us ne bahaayaa hai hamesha
saaqii se jo kashtii ke talabgaar hu.e hai.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
ne.amat-e-Gam se jo dil mahruum ho vo dil nahii.n
jaam KHaalii ho to kyo.n kar us ko paimaana kahe.n
Kanval M. A
Ghazal
hai teraa aks ki mere Gamo.n kaa saayaa hai
nazar to aataa hai paimaana-e-sharaab me.n kuchh
Om Krishn Rahat
Ghazal
bas ek ghuu.nT banaa degaa ‘aarif-o-saalik
tum apnaa jaam uThaa.o sharaab mai.n duu.ngaa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
sharaab pii chuke be-chaare ko ijaazat do
kha.Daa hai der se ruKHsat ko ai nigaar lihaaz
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
vaa.iz sharaab-o-huur kii ulfat me.n Garq hai
hai sar se paa.nv tak ye sitam-gar tamaam hirs
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
baiThe hai.n tishna-kaam sar-e-rahguzar tamaam
saaqii tirii sharaab kaa armaa.n kiye hu.e