SEARCH RESULTS
Showing search results for "paimaana-e-sharaab"
Ghazal MATCHES FOR "paimaana-e-sharaab"
Ghazal
meraa 'ilaaj-e-Gam nahii.n paimaana-e-sharaab
meraa 'ilaaj-e-Gam nigah-e-chaara-gar me.n hai
Shahbaz Nadeem Ziai
Ghazal
shabaab aa gayaa us par shabaab se pahle
dikhaa.ii dii mujhe ta.abiir KHvaab se pahle
A G Josh
Ghazal
aa.o ham me.n Dhal jaa.o umr bhar ke pyaase hai.n
tum sharaab ho yaaro ham ayaaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
'fazaa' hame.n to hai kaafii yahii KHumaar-e-vajuud
hai be-sharaab bhii haasil nasha bahut gahraa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ne.amat-e-Gam se jo dil mahruum ho vo dil nahii.n
jaam KHaalii ho to kyo.n kar us ko paimaana kahe.n
Kanval M. A
Ghazal
bas ek ghuu.nT banaa degaa ‘aarif-o-saalik
tum apnaa jaam uThaa.o sharaab mai.n duu.ngaa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
hai teraa aks ki mere Gamo.n kaa saayaa hai
nazar to aataa hai paimaana-e-sharaab me.n kuchh
Om Krishn Rahat
Ghazal
sharaab pii chuke be-chaare ko ijaazat do
kha.Daa hai der se ruKHsat ko ai nigaar lihaaz
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
vaa.iz sharaab-o-huur kii ulfat me.n Garq hai
hai sar se paa.nv tak ye sitam-gar tamaam hirs
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
baiThe hai.n tishna-kaam sar-e-rahguzar tamaam
saaqii tirii sharaab kaa armaa.n kiye hu.e
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
dil-daada-e-sharaab hai mausam basant kaa
paimaana-e-savaab hai mausam basant kaa
Bishan Dayal Shad Dehlvi
Ghazal
munqalib ho gayaa paimaana-e-har-bast-o-buland
dekh kar apnii taraf jaanib-e-kohsaar to dekh
Akbar Hyderabadi
Ghazal
ya.anii ba-hasb-e-gardish-e-paimaana-e-sifaat
aarif hamesha mast-e-mai-e-zaat chaahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
farq-e-zarf-e-dil-o-paimaana-e-taqdiir na puuchh
us ne bharpuur diyaa aur use Gam kuchh bhii nahii.n