SEARCH RESULTS
Showing search results for "past-fitrat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "past-fitrat"
Ghazal
past fitrat se sivaa.e ranj kuchh haasil nahii.n
paa-ba-gil kashtii ko kar detaa hai paanii thaah kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kahii.n sarv se mushaabah tere qad ko past-fitrat
ye hai gosh-zad hamaare suKHan-e-nazar-bulandaa.n
Waliullah Muhib
Qita
KHaak har chand ki thii past o haqiir o naadaar
apnii fitrat se magar bar-sar-e-paikaar rahii
Ali Sardar Jafri
Ghazal
jaa.n-ba-lab hasrat-o-armaan pe ronaa aayaa
mehrbaa.n aap ke ehsaan pe ronaa aayaa
Shameem Farooq Banspari
PAGE MATCHES FOR "past-fitrat"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "past-fitrat"
Ghazal
kis qadar past hu.aa fitrat-e-aadam kaa vaqaar
aaj insaan laraz uThtaa hai insaano.n se
Qazi Syed Khursheeduddeen Khursheed
Nazm
tawaif
apnii fitrat kii bulandii pe mujhe naaz hai kab
haa.n tirii past-nigaahii se gila hai mujh ko
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
taur big.De hai.n nigaah-e-husn-e-aalamgiir ke
kyuu.nki ab jauhar khule hai.n aah kii taasiir ke
Jauhar Zahiri
Ghazal
fasaad-e-qalb-o-nazar haasil-e-tamaashaa dekh
savaar-e-markab-e-duniyaa Gubaar-e-duniyaa dekh
Syed Amin Ashraf
Ghazal
Ehsan Danish
Ghazal
kyaa past fitrato.n ko baKHshe hai sar-bulandii
duniyaa ke sho'bade se taa'liim ho.e naTnii
Waliullah Muhib
Ghazal
vo paas ho ke duur hai to duur ho ke paas
firaaq aur visaal hai.n 'ajiib 'ajiib se
Akbar Hyderabadi
Sher
vo paas ho ke duur hai to duur ho ke paas
firaaq aur visaal hai.n ajiib ajiib se