SEARCH RESULTS
Showing search results for "past-fitrat"
Ghazal MATCHES FOR "past-fitrat"
Ghazal
past fitrat se sivaa.e ranj kuchh haasil nahii.n
paa-ba-gil kashtii ko kar detaa hai paanii thaah kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kahii.n sarv se mushaabah tere qad ko past-fitrat
ye hai gosh-zad hamaare suKHan-e-nazar-bulandaa.n
Waliullah Muhib
Ghazal
jaa.n-ba-lab hasrat-o-armaan pe ronaa aayaa
mehrbaa.n aap ke ehsaan pe ronaa aayaa
Shameem Farooq Banspari
Ghazal
kis qadar past hu.aa fitrat-e-aadam kaa vaqaar
aaj insaan laraz uThtaa hai insaano.n se
Qazi Syed Khursheeduddeen Khursheed
Ghazal
taur big.De hai.n nigaah-e-husn-e-aalamgiir ke
kyuu.nki ab jauhar khule hai.n aah kii taasiir ke
Jauhar Zahiri
Ghazal
fasaad-e-qalb-o-nazar haasil-e-tamaashaa dekh
savaar-e-markab-e-duniyaa Gubaar-e-duniyaa dekh
Syed Amin Ashraf
Ghazal
Ehsan Danish
Ghazal
kyaa past fitrato.n ko baKHshe hai sar-bulandii
duniyaa ke sho'bade se taa'liim ho.e naTnii
Waliullah Muhib
Ghazal
vo paas ho ke duur hai to duur ho ke paas
firaaq aur visaal hai.n 'ajiib 'ajiib se
Akbar Hyderabadi
Ghazal
az-bas kashish-e-ishq se aagaah thii lailaa
thii dekhtii vo fitna-e-dauraa.n pas-e-mahmil
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Ghazal
fitrat-e-ishq gunahgaar hu.ii jaatii hai
fikr-e-duniyaa bhii Gam-e-yaar hu.ii jaatii hai
Siraj Lakhnavi
Ghazal
'azmat-e-ahl-e-junuu.n paas-e-vafaa rakkhaa hai
chaak-e-daaman ko rafuugar se bachaa rakkhaa hai
Ahmar Nadeem
Ghazal
Rashid Shahjahanpuri
Ghazal
ye mere paas jo chup-chaap aa.e baiThe hai.n
hazaar fitna-e-mahshar uThaa.e baiThe hai.n
Nooh Narvi
Ghazal
makii.n aur bhii hai.n makaa.n aur bhii hai.n
yahii do-jahaa.n kyaa jahaa.n aur bhii hai.n
Raza Jaunpuri
Ghazal
vo pas-e-marg na laashe ko uThaane degaa
merii aaGosh me.n rah rah ke sirhaane degaa