SEARCH RESULTS
Showing search results for "piyuu.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "piyuu.n"
Ghazal
piyuu.n sharaab agar KHum bhii dekh luu.n do-chaar
ye shiisha o qadah o kuuza o subuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
piyuu.n na rashk se KHuu.n kyuu.nki dam-ba-dam apnaa
ki saath Gair ke vo aaj ham-sharaab hu.aa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Anwar Shuoor
Ghazal
laa.o to lahuu aaj piyuu.n duKHtar-e-raz kaa
ai muhtasibo dekho vo murdaar kahaa.n hai
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "piyuu.n"
Sher
yuu.n to barso.n na pilaa.uu.n na piyuu.n ai zaahid
tauba karte hii badal jaatii hai niiyat merii
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
sarshaar ho gayaa huu.n tirii ik nigaah se
ab kyaa piyuu.n pilaa.uu.n tujhe dekhne ke baad
Dr. Rahi
Ghazal
Muztar Khairabadi
Sher
shabaab-e-dard mirii zindagii kii sub.h sahii
piyuu.n sharaab yahaa.n tak ki shaam ho jaa.e
Akhtar Ansari
Sher
mai.n paa.nv dho ke piyuu.n yaar ban ke jo aa.e
munaafiqo.n ko to mai.n mu.nh lagaane vaalaa nahii.n
Ali Zaryoun
Ghazal
Shad Azimabadi
Nazm
sham ki dua
naam tiraa mai.n le kar jaaguu.n
khaa.uu.n piyuu.n aur dau.Duu.n bhaaguu.n