SEARCH RESULTS
Showing search results for "puuchh"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "puuchh"
Ghazal
bhuule se muskuraa to diye the vo aaj 'faiz'
mat puuchh valvale dil-e-naa-kardaa-kaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
itnaa miiThaa thaa vo Gusse bharaa lahja mat puuchh
us ne jis jis ko bhii jaane kaa kahaa baiTh gayaa
Tahzeeb Hafi
MORE MATCHES FOR "puuchh"
Ghazal
mat puuchh ki kyaa haal hai meraa tire piichhe
tuu dekh ki kyaa rang hai teraa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
har mulaaqaat pe mahsuus yahii hotaa hai
mujh se kuchh terii nazar puuchh rahii ho jaise
faiz anwar
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
yaqii.n na aa.e to ik baat puuchh kar dekho
jo ha.ns rahaa hai vo zaKHmo.n se chuur niklegaa
Ameer Qazalbash
Ghazal
ishrat-e-qatl-gah-e-ahl-e-tamannaa mat puuchh
iid-e-nazzaara hai shamshiir kaa uryaa.n honaa