SEARCH RESULTS
Showing search results for "qorma"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qorma"
Mazahiya
yaa rab mire nasiib me.n akl-e-halaal ho
khaane ko qorma ho khilaane ko daal ho
Dilawar Figar
Mazahiya
qorma stuu pasanda, kofta, shaamii kabaab
jaane kyaa kyaa khaa gayaa ye shaa.er-e-me.ada-KHaraab
Dilawar Figar
Ghazal
kyaa KHabar thii inqalaab aasmaa.n ho jaa.egaa
qorma qaliya nasiib-e-ahmaqaa.n ho jaa.egaa
Hussain meer Kashmiri
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "qorma"
MORE MATCHES FOR "qorma"
Qita
urdu kaa qorma aur biryaanii khaa ke bole
saare jahaa.n se achchhaa hindostaa.n hamaaraa
Ahmad Alvi
Mazahiya
kyaa KHabar thii inqilaab-e-aasmaa.n ho jaa.egaa
qorma qaliya nasiib-e-ahmaqaa.n ho jaa.egaa
Hussain meer Kashmiri
Mazahiya
biryaanii qorma vahii.n roTii aGal-baGal
chaTnii achaar raa.ita aur chaaT ke the phal
Nashtar Amrohvi
Ghazal
qorma zarda ho biryaanii ho buuraanii ho
haa.nDii mauquuf ke takiye me.n ye diivaanii ho
Inayat Ali Khan Inayat
Translated Poetry
'shiv' ko ik Gam pe hii bharosa thaa
Gam se koraa javaab le baiThaa