SEARCH RESULTS
Showing search results for "raahat-e-qalb"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "raahat-e-qalb"
Ghazal
raahat-e-qalb-o-jigar garmii-e-baazaar se hai
aaj-kal ghar kaa tasavvur dar-o-diivaar se hai
Khizr Nagpuri
Ghazal
vo naam-levaa tire jaa chuke hai.n duniyaa se
janaab-e-'qalb' bhii aaKHir jahaa.n se guzre hai.n
Anees Qalb
MORE MATCHES FOR "raahat-e-qalb"
Ghazal
jab 'qalb' ko hii hasrat-e-diidaar nahii.n hai
phir aam bhii ho jalva agar lutf-e-nazar kyaa
Anees Qalb
Ghazal
kyaa dekhte ho 'qalb' mire ashk-e-alam ko
aa.nsuu hai mirii aa.nkh kaa zamzam na samajhnaa
Anees Qalb
Nazm
shahr-e-tarik
khi.Dkiyaa.n band kiye log siyah-KHaano.n me.n
raahat-e-qalb ko Dhuu.nDe.nge in afsaano.n me.n
Chandrabhan Khayal
Ghazal
mai.n ne haalaat kii har aag me.n jal kar jaanaa
raahat-e-qalb hai kyaa aur musiibat kyaa hai
Hari Mehta
Ghazal
vo tumtaraaq-e-sikandar na qasr-e-shaah me.n hai
jo baat 'raahat'-e-KHasta kii KHaanqaah me.n hai
Rahat Sarhadi
Ghazal
tasavvuraat kii mahfil sajaa.e baiThaa huu.n
vo husn raahat-e-qalb-o-nazar hai kyaa kahiye
Zahid Ali Khan Asar
Ghazal
hai amal hii se mayassar raahat-e-qalb-o-jigar
baa-amal hai jo vahii hai kaamyaab-e-zindagii
Zebunnisaa Zaibii
Ghazal
raahat-e-qalb-o-nazar tum ho tashaffii bhii tumhii
aur tum mere liye vaj.h-e-pareshaanii bhii ho
athar shakeel
Ghazal
ye kis bastii me.n 'raahat' aa ga.ii huu.n
hai sannaaTaa sadaa ko.ii nahii.n hai