SEARCH RESULTS
Showing search results for "raahat-e-qalb"
Nazm MATCHES FOR "raahat-e-qalb"
Nazm
shahr-e-tarik
khi.Dkiyaa.n band kiye log siyah-KHaano.n me.n
raahat-e-qalb ko Dhuu.nDe.nge in afsaano.n me.n
Chandrabhan Khayal
Nazm
ahl-e-junun
baarish-e-sang-e-alam apnaa muqaddar Thahrii
raahat-e-dard milii lutf-o-karam ke badle
Noor -e-Shama Noor
Nazm
kahan hai aa ja
raahat-e-banda-e-be-daam kahaa.n hai aa jaa
paikar-e-husn sar-e-baam kahaa.n hai aa jaa
Shakeel Badayuni
Nazm
mohabbat
mohabbat chain hai sabr-o-sukuu.n hai
mohabbat raahat-e-ahl-e-junuu.n hai
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
ai watan
naqsh-e-paa teraa rahaa manzil-numaa tahziib kaa
raahat-e-arz-o-samaa pinhaa.n tirii manzil me.n hai
Akhtar Husain Shaafi
Nazm
dard-e-mushtarak
dard-e-mahruumii-e-jaaved hamaarii qismat
raahat-e-vasl-o-mulaaqaat ke dar band rahe
Ahmad Rahi
Nazm
masiha ki qatil
mehnat-o-raahat-o-izzat kaa lahuu
ab tire jaam se hai jald chhalakne vaalaa
Payam Fatehpuri
Nazm
jashn-e-jamhuriyat
javaaniyaa.n hai.n zor par shabaab kaa zuhuur hai
ba-e-faiz-e-qalb-e-mutma.in nazar nazar Gayuur hai
Arsh Malsiyani
Nazm
KHidmat-e-watan
musiibat hai ye bilkul aarzii is par na ghabraanaa
bas ab aataa hai ahd-e-raahat-o-aaraam aataa hai
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
KHidmat-e-watan
musiibat hai ye bilkul aarzii is par na ghabraanaa
bas ab aataa hai ahd-e-raahat-o-aaraam aataa hai
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
kisi ki yaad ka chehra
jo raahat-e-gumnaam baaqii hai
adhuure naqsh kii takmiil kaa
Gulnaz Kausar
Nazm
sapnon ka jahan
yuu.n lagtaa hai jaise raahat-e-jaa.n
sapno.n ke jahaa.n me.n ai hamdam
Zaheer Nashad Darbhangwi
Nazm
mera watan
ai tamaddun ke raahat-o-aaraam
haa.e kas tarah tum ko paa.e.n ham