SEARCH RESULTS
Showing search results for "saaliyaa.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "saaliyaa.n"
Nazm
jawab-e-shikwa
saaliyaa.n kahne lagii.n qurb-o-qarii.n hai ko.ii
saale ye bole ki marduud-o-la.ii.n hai ko.ii
Nashtar Amrohvi
Mazahiya
khilkhilaa uThtii thii.n saarii saaliyaa.n
phurtiyaa.n aatii thii.n un kii chaal me.n
Badr Muneer
Ghazal
juute nikaaltii hai.n adab se tavaa.ife.n
lekin phaTe juraabo.n pe ha.nstii hai.n saaliyaa.n
Shafaq Sopori
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "saaliyaa.n"
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
hai.n KHushk-saaliyaa.n kahii.n jaano.n me.n ik vabaal
baarish kahii.n hai qahr kaa naqsha liye hu.e
Syed Khadime Rasul Aini
Nazm
washkuru li wa-la-takfurun
ha.ns rahii hai.n gaa rahii hai.n saaliyaa.n
ab du'aa.e.n ho ga.ii hai.n miiThii khaTTii gaaliyaa.n
Syed Safdar
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
an-ginat sadiyo.n ke taariik bahiimaana tilism
resham o atlas o kamKHaab me.n bunvaa.e hu.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikwa
ishq ko ishq kii aashufta-sarii ko chho.Daa
rasm-e-salmaan o uvais-e-qaranii ko chho.Daa
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
naKHl-e-islaam namuuna hai birau-mandii kaa
phal hai ye saik.Do.n sadiyo.n kii chaman-bandii kaa
Allama Iqbal
Sher
ye jabr bhii dekhaa hai taariiKH kii nazro.n ne
lamho.n ne KHataa kii thii sadiyo.n ne sazaa paa.ii
Muzaffar Razmi
Ghazal
ek lamhe me.n simaT aaya hai sadiyo.n kaa safar
zindagii tez bahut tez chalii ho jaise
Faaiz Anwar
Nazm
dastur
tum ne luuTaa hai sadiyo.n hamaaraa sukuu.n
ab na ham par chalegaa tumhaaraa fusuu.n
Habib Jalib
Ghazal
vo aaj bhii sadiyo.n kii masaafat pe kha.Daa hai
Dhuu.nDaa thaa jise vaqt kii diivaar giraa kar
Mohsin Naqvi
Ghazal
vaqt ke saath hai miTTii kaa safar sadiyo.n se
kis ko ma.aluum kahaa.n ke hai.n kidhar ke ham hai.n
Nida Fazli
Nazm
tarana-e-hindi
kuchh baat hai ki hastii miTtii nahii.n hamaarii
sadiyo.n rahaa hai dushman daur-e-zamaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Ghazal
apne ehsaas se chhuu kar mujhe sandal kar do
mai.n ki sadiyo.n se adhuuraa huu.n mukammal kar do
Wasi Shah
Ghazal
ab to KHurshiid ko guzre hu.e sadiyaa.n guzrii.n
ab use Dhuu.nDne mai.n taa-ba-sahar jaa.uu.ngaa



