SEARCH RESULTS
Showing search results for "sakht-dil"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sakht-dil"
Nazm
be-masraf rishton ki faraghat
jinhe.n laTkaayaa jaa sake calender kii tarah
saKHt-dil diivaaro.n par
Anjum Saleemi
Nazm
janm janm ki kahani
bahut jii liyaa hai
meraa maalik ek saKHt-dil aadmii hai
Farkhanda Nasreen Hayat
Ghazal
saKHt dil ko de jo narmii se shikast
us kii shaan-e-faatehaana aur hai
Mohammad Mirza Wasif Rudaulvi
MORE MATCHES FOR "sakht-dil"
Ghazal
mai.n saKHt-dil hii rahuu.ngaa yahii ri.aayat hai
mai.n baar baar tiraa dil nahii.n dukhaa.uu.ngaa
Arif Ishtiaque
Ghazal
pyaar paltaa hai aksar saKHt-dil ke kono.n me.n
baarishe.n barastii hai.n bijliyo.n ke pahluu me.n
Jawed Ulfat
Ghazal
vo saKHt dil hai magar saKHt bhii nahii.n itnaa
zaraa jo baat karo iltijaa ke lahje me.n
Abdussamad ’Tapish’
Ghazal
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
lafz kii zarb to hai saa.iqa-o-sa.ng se saKHt
dil bahut narm hai.n naa-gufta-o-be-baak na kah
Zia Jalandhari
Sher
suKHan-e-saKHt se dil pahle hii tum to.D chuke
ab agar baat banaa.o bhii to kyaa hotaa hai