SEARCH RESULTS
Showing search results for "sakht-dil"
Ghazal MATCHES FOR "sakht-dil"
Ghazal
saKHt dil ko de jo narmii se shikast
us kii shaan-e-faatehaana aur hai
Mohammad Mirza Wasif Rudaulvi
Ghazal
mai.n saKHt-dil hii rahuu.ngaa yahii ri.aayat hai
mai.n baar baar tiraa dil nahii.n dukhaa.uu.ngaa
Arif Ishtiaque
Ghazal
pyaar paltaa hai aksar saKHt-dil ke kono.n me.n
baarishe.n barastii hai.n bijliyo.n ke pahluu me.n
Jawed Ulfat
Ghazal
vo saKHt dil hai magar saKHt bhii nahii.n itnaa
zaraa jo baat karo iltijaa ke lahje me.n
Abdussamad ’Tapish’
Ghazal
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
lafz kii zarb to hai saa.iqa-o-sa.ng se saKHt
dil bahut narm hai.n naa-gufta-o-be-baak na kah
Zia Jalandhari
Ghazal
Dr. Jafar Askari
Ghazal
Khaleel Mamoon
Ghazal
savaal-e-tajurba-e-kaar-e-saKHt uThne lagaa
so phir tamavvuj-e-andoh-baKHt uThne lagaa
Hadis Salsal
Ghazal
aa.iina jo paanii me.n hai Garq ye baa.is hai
tujh saKHt-dilii aage faulaad bahut royaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
jo marhala-e-saKHt kaa haamil nahii.n hotaa
vo zindagii bhar faa.ez-e-manzil nahii.n hotaa
Shifa Gwaliari
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
sa.nbhaal lete zaraa saa to saKHt ho jaataa
kuchh hii dino.n me.n ye paudaa daraKHt ho jaataa
Shakeel Azmi
Ghazal
saKHt dushvaar hai pahluu me.n bachaanaa dil kaa
kuchh nigaaho.n se barastaa hai churaanaa dil kaa
Zaheer Dehlvi
Ghazal
zabt kii qaid-e-saKHt ne ham ko rihaa nahii.n kiyaa
dard pe dard uThaa magar shor bapaa nahii.n kiyaa