SEARCH RESULTS
Showing search results for "salaatii.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "salaatii.n"
Naat
us kii taaziim ko uThte hai.n salaatiin-e-jahaa.n
tire kuuche se jo mansuub gadaa ho jaa.e
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
hairat hai ki is daur-e-kuduurat ke salaatii.n
ham ahl-e-mohabbat ko sazaa kyuu.n nahii.n dete
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
taKHt aur chhitr salaatii.n ko mubaarak hove
bas hai kuuche me.n tire saaya-e-diivaar mujhe
Bayan Ahsanullah Khan
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "salaatii.n"
Ghazal
libaas-e-faqr me.n ham ko jo KHaaksaar mile
unhii.n ke dar pe salaatiin-e-rozgaar mile
Darshan Singh
Ghazal
chaar ii.nTe.n hu.ii.n kis ke na mahall-e-naKHvat
maqbare aaj salaatiin kii taamiire.n hai.n
Imdad Ali Bahr
Nazm
sauraj
hai kal kii abhii baat ki the hind ke sartaaj
dete the tumhe.n aa ke salaatiin-e-zaman baaj
Zafar Ali Khan
Ghazal
vo andaliib huu.n shahpar jo meraa mil jaa.e
cha.Dhaa.e.n sar pe salaatii.n humaa ke par kii tarah
Amanat Lakhnavi
Ghazal
Bayan Meeruthi
Ghazal
misl-e-guhar hai aaj salaatii.n pe us kii jaa
jo baa-kamaal apne vatan se nikal gayaa
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
hamaare haath se mausam phisal gayaa varna
tumhii.n kaho ki salaatiin rang kyaa karte
Bismil Arifi
Naat
ai salaatiin ke sultaan madiine vaale
tum pe qurbaan mirii jaan madiine vaale