SEARCH RESULTS
Showing search results for "sawaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sawaar"
Ghazal
zabaan-e-KHaar se niklii sadaa-e-bismillaah
junuu.n ko jab sar-e-shoriida par savaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
jo ho sake to zaraa shah-savaar lauT ke aa.e.n
piyaad-gaa.n ko zafar-yaab dekhne ke liye
Irfan Siddiqi
Marsiya
KHush ho ke muskuraane lage sarvar-e-zaman
ba.Dh ba.Dh ke KHam salaam ko chhoTe ba.De hu.e
Meer Anees
Nazm
aadmi-nama
yaa.n aadmii naqiib ho bole hai baar baar
aur aadmii hii pyaade hai.n aur aadmii savaar
Nazeer Akbarabadi
PAGE MATCHES FOR "sawaar"
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
savaar
सवारسوار
aquatic plant, Vallisneria octandra green vegetation at the bottom of pools, furry growth of minute fungi
aazaar
आज़ारآذار
Persian
روسی وشامی سال كا چھٹا مہینہ (مارچ یا چیت كے مطابق)، بہار كے مہینے كا نام
MORE MATCHES FOR "sawaar"
Ghazal
us aadmii ko bas ik dhun savaar rahtii hai
bahut hasiin hai duniyaa ise KHaraab karuu.n
Rahat Indori
Sher
kuchh log jo savaar hai.n kaaGaz kii naav par
tohmat taraashte hai.n havaa ke dabaav par
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
'Gaalib' KHudaa kare ki savaar-e-samand-e-naaz
dekhuu.n alii bahaadur-e-aalii-guhar ko mai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n shaahraah nahii.n raaste kaa patthar huu.n
yahaa.n savaar bhii paidal utar ke chalte hai.n














