SEARCH RESULTS
Showing search results for "shab-haa-e-hijr-e-yaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shab-haa-e-hijr-e-yaar"
Ghazal
Mirza Ghalib
Sher
nahii.n ilaaj-e-Gam-e-hijr-e-yaar kyaa kiije
ta.Dap rahaa hai dil-e-be-qaraar kiyaa kiije
Jigar Barelvi
Sher
ai shaam-e-hijr-e-yaar mirii tuu gavaahii de
mai.n tere saath saath rahaa ghar nahii.n gayaa
Azeem Haider Syed
PAGE MATCHES FOR "shab-haa-e-hijr-e-yaar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "shab-haa-e-hijr-e-yaar"
Sher
har shaaKH zard o surKH o siyah hijr-e-yaar me.n
Daste hai.n dil ko aan ke juu.n naag ai basant
Insha Allah Khan Insha
Sher
maa.ngaa kare.nge ab se du.aa hijr-e-yaar kii
aaKHir to dushmanii hai asar ko du.aa ke saath
Momin Khan Momin
Sher
ab kyuu.n gila rahegaa mujhe hijr-e-yaar kaa
be-taabiyo.n se lutf uThaane lagaa huu.n mai.n
Hadi Machlishahri
Sher
Muneer Niyazi
Ghazal
mai.n kyaa kahuu.n ki haal hai kyaa hijr-e-yaar me.n
dil iKHtiyaar me.n na jigar iKHtiyaar me.n
Nashtar Chaprawi
Ghazal
ghabraa ke jaan dii ho agar hijr-e-yaar me.n
allaah do gha.Dii bhii na de sukh faraar me.n
Raft Bahraichi
Ghazal
Gam-e-jahaan hu.aa yaa vo hijr-e-yaar hu.aa
na puuchh daaman-e-dil kaise taartaar hu.aa
Nasreen Syed
Ghazal
hijr-o-visaal-e-yaar kaa parda uThaa diyaa
KHud ba.Dh ke ishq ne mujhe meraa pataa diyaa