SEARCH RESULTS
Showing search results for "sharte.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sharte.n"
Ghazal
ab tak dil-e-KHush-fahm ko tujh se hai.n umiide.n
ye aaKHirii sham'e.n bhii bujhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Sher
sharte.n lagaa.ii jaatii nahii.n dostii ke saath
kiije mujhe qubuul mirii har kamii ke saath
Waseem Barelvi
Ghazal
Ahmad Faraz
PAGE MATCHES FOR "sharte.n"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sharte.n"
Ghazal
vo is tarah bhii mirii ahmiyat ghaTaataa hai
ki mujh se milne me.n sharte.n bahut lagaataa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
tirii sadaa se tujhii ko taraashnaa hogaa
havaa kii chaap se shakle.n ubhaarnaa ho.ngii
Mohsin Naqvi
Ghazal
ishq ham ko ye nibhaanaa hai to jo rakh sharte.n
ham kisii shart pe hujjat nahii.n karne vaale
Nadim Nadeem
Ghazal
ta.alluqaat me.n sharte.n kabhii nahii.n rakkhii.n
kabhii kisii ke liye mas.ala nahii.n hu.e ham
Shakeel Jamali
Ghazal
saahab aaj to apnaa kaam karaa ke jaa.e.nge ham
saarii sharte.n puurii hai.n phir kaisii der lagegii
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
bahut sii aur bhii sharte.n hai.n kaarvaa.n ke liye
hujuum se to kabhii kaarvaa.n banaa hii nahii.n
Pirzada Qasim
Nazm
huk
zindagaanii kii ka.Dii sharte.n hai.n
ye ibaadat hai tumhaarii ki mire baKHshe hu.e dukh jhelo