SEARCH RESULTS
Showing search results for "sunke"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sunke"
Ghazal
nikalnaa KHuld se aadam kaa sunte aa.e hai.n lekin
bahut be-aabruu ho kar tire kuuche se ham nikle
Mirza Ghalib
Nazm
shikwa
baada-kash Gair hai.n gulshan me.n lab-e-juu baiThe
sunte hai.n jaam-ba-kaf naGma-e-kuu-kuu baiThe
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "sunke"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sunke"
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
nukta-chii.n hai Gam-e-dil us ko sunaa.e na bane
kyaa bane baat jahaa.n baat banaa.e na bane
Mirza Ghalib
Ghazal
kyaa kahaa phir to kaho ham nahii.n sunte terii
nahii.n sunte to ham aiso.n ko sunaate bhii nahii.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
sahraa-e-zindagii me.n ko.ii duusraa na thaa
sunte rahe hai.n aap hii apnii sadaa.e.n ham
Ahmad Faraz
Ghazal
kab Thahregaa dard ai dil kab raat basar hogii
sunte the vo aa.e.nge sunte the sahar hogii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
duniyaa bhar kii yaade.n ham se milne aatii hai.n
shaam Dhale is suune ghar me.n mela lagtaa hai
Qaisarul Jafri
Sher
sunte hai.n ishq naam ke guzre hai.n ik buzurg
ham log bhii faqiir usii silsile ke hai.n