SEARCH RESULTS
Showing search results for "sute"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sute"
Nazm
sham-e-ayaadat
sute se chehre par hayaat rasmasaatii muskuraatii
na jaane kab ke aa.nsu.o.n kii daastaa.n liye hu.e
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
nikalnaa KHuld se aadam kaa sunte aa.e hai.n lekin
bahut be-aabruu ho kar tire kuuche se ham nikle
Mirza Ghalib
Nazm
saloni sardiyon ki nazm
sute chehre pe istehzaa kaa mausam
lahuu nabzo.n se KHaalii kar gayaa hai
Aamir Suhail
Ghazal
hai kaam sute matlab bar aave kisii Dhab se
ka.aba jo hu.aa to kyaa but-KHaana hu.aa to kyaa
Qasim Ali Khan Afridi
PAGE MATCHES FOR "sute"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sute"
Ghazal
maqaam 'faiz' ko.ii raah me.n jachaa hii nahii.n
jo kuu-e-yaar se nikle to suu-e-daar chale
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikwa
ai KHushaa aa.n roz ki aa.ii o ba-sad naaz aa.ii
be-hijaabaana suu-e-mahfil-e-maa baaz aa.ii
Allama Iqbal
Sher
kab Thahregaa dard ai dil kab raat basar hogii
sunte the vo aa.e.nge sunte the sahar hogii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
zamaana vaardaat-e-qalb sun.ne ko tarastaa hai
isii se to sar aa.nkho.n par miraa diivaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
kyaa kahaa phir to kaho ham nahii.n sunte terii
nahii.n sunte to ham aiso.n ko sunaate bhii nahii.n