SEARCH RESULTS
Showing search results for "taa-had-e-ehsaas"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taa-had-e-ehsaas"
Ghazal
tasavvuraat ke hasrat-kade me.n kaun aayaa
charaaG taa-had-e-ehsaas jalte jaate hai.n
Kausar Jayasi
Rubai
taa hadd-e-nazar damak rahe hai.n zarre
sad-sho.ala-ba-jaa.n dahak rahe hai.n zarre
Naresh Kumar Shad
PAGE MATCHES FOR "taa-had-e-ehsaas"
MORE MATCHES FOR "taa-had-e-ehsaas"
Ghazal
taa-hadd-e-biinaa.ii andar baahar huur
ye kaisaa manzar hai manzar-manzar huur
Tahir Saood Kiratpuri
Ghazal
pyaas ba.Dhtii hu.ii taa-hadd-e-nazar paanii thaa
ruu-ba-ruu kaisaa ajab manzar-e-hairaanii thaa
Ain Tabish
Ghazal
taa-hadd-e-nazar chaa.ndnii is tarah khulii hai
jaise tire ho.nTo.n kii ha.nsii phail ga.ii hai
Shahab Ashraf
Ghazal
taa-hadd-e-nazar arsh pe phailaa jo dhu.aa.n hai
fariyaad hai maatam hai bapaa aah-o-fuGaa.n hai
Kazim Wasti
Ghazal
vaise dekhe.n to ye taa-hadd-e-nazar rahte hai.n
dar-ba-dar phir bhii yahaa.n log magar rahte hai.n
Navin Joshi
Ghazal
duur taa-hadd-e-ufuq manzar sunahraa ho gayaa
rafta rafta shaam kaa har rang gahraa ho gayaa
Iqbal Anjum
Ghazal
zamii.n me.n rah ke bhii taa-hadd-e-aasmaa.n dekhuu.n
mujhe to aa rahe ho tum nazar jahaa.n dekhuu.n
Shobha Kiran
Ghazal
taa-hadd-e-nazar aaj jo phailaa hai samundar
ik soyaa hu.aa devtaa lagtaa hai samundar