SEARCH RESULTS
Showing search results for "taisha-e-farhaad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taisha-e-farhaad"
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "taisha-e-farhaad"
MORE MATCHES FOR "taisha-e-farhaad"
Ghazal
jo kaam saKHt is dil-e-naashaad se hu.aa
farhaad aur na taisha-e-farhaad se hu.aa
Saqib Rampuri
Ghazal
KHush ho ke abhii taisha-e-farhaad uThaa le
ai ishq ye qudrat kii ataa mere liye hai
Noor Mohammad Noor
Ghazal
ye ziist juu-e-shiir hai ai 'KHusrav'-e-saanii
laazim hai tumhe.n taisha-e-farhaad bhii rakkho
Firoz Natiq Khusro
Kulliyat
Meer Taqi Meer
Nazm
ahsan taqwim
ham jannat-e-parvez ke hai.n husn-e-tafaaKHur
shiirii.n kii talab taisha-e-farhaad hai ham se
Bebak Bhojpuri
Ghazal
ishq-e-saadiq ko gavaaraa kyuu.n hu.aa kyuu.n-kar hu.aa
hiila-e-parvez Gaalib taisha-e-farhaad par
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
dil-KHaraashii se hai kyaa koh-kanii ko nisbat
naaKHun-e-Gam se fuzuu.n taisha-e-farhaad nahii.n
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
sabr laazim hai tujhe koh-e-mohabbat pe zaruur
jazb-e-dil ko tuu kahii.n taisha-e-farhaad na kar
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
tuu ne sulataanii-e-jamhuur badal dii.n qadre.n
aaj farhaad ko mushkil nahii.n KHusrav likhnaa