SEARCH RESULTS
Showing search results for "takiya"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "takiya"
PAGE MATCHES FOR "takiya"
MORE MATCHES FOR "takiya"
Nazm
kangan
raat ko jab bhii tuu nii.ndo.n ke safar par jaatii
marmarii.n haath kaa ik takiya banaayaa kartii
Wasi Shah
Ghazal
baaGbaa.n ne aag dii jab aashiyaane ko mire
jin pe takiya thaa vahii patte havaa dene lage
Saqib Lakhnavi
Nazm
jugnu
yatiim aa.nsu.o.n se takiya bhiig jaataa thaa
kisii se ghar me.n na kahtaa thaa apne dil kaa bhed
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
ek to sharm aap kii aur us pe takiya darmiyaa.n
dono.n diivaaro.n me.n ik diivaar kam kar diijiye
Farhat Ehsas
Ghazal
badalnaa karvaT aur takiya mire pahluu me.n rakh denaa
vo sonaa aap aur meraa jagaanaa yaad aataa hai
Nizam Rampuri
Ghazal
nahii.n aataa ise takiya pe aaraam
ye sar paa.nv se tere hil rahaa hai








