SEARCH RESULTS
Showing search results for "tanhaaii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tanhaaii"
Sher
kisii haalat me.n bhii tanhaa nahii.n hone detii
hai yahii ek KHaraabii mirii tanhaa.ii kii
Farhat Ehsas
Sher
ik halqa-e-ahbaab hai tanhaa.ii bhii us kii
ik ham hai.n ki har bazm me.n tanhaa nazar aa.e
Wamiq Jaunpuri
PAGE MATCHES FOR "tanhaaii"
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
tanhaa.ii-pasandii
तन्हाई-पसंदी تنہائی پسندی
dwelling in solitude, living in isolation
Persian
MORE MATCHES FOR "tanhaaii"
Sher
kaun tanhaa.ii kaa ehsaas dilaataa hai mujhe
ye bharaa shahr bhii tanhaa nazar aataa hai mujhe
Noor Jahan Sarwat
Ghazal
Jaun Eliya
Sher
kaa.np uThtii huu.n mai.n ye soch ke tanhaa.ii me.n
mere chehre pe tiraa naam na pa.Dh le ko.ii
Parveen Shakir
Nazm
tanhai
phir ko.ii aayaa dil-e-zaar nahii.n ko.ii nahii.n
raah-rau hogaa kahii.n aur chalaa jaa.egaa
Faiz Ahmad Faiz
Sher
ye kis maqaam pe laa.ii hai merii tanhaa.ii
ki mujh se aaj ko.ii bad-gumaa.n nahii.n hotaa
Waseem Barelvi
Sher
Aleena Itrat
Quote
Tanhaai ka ehsaas agar bimaari na ban jaye to usi tarah aarzi hai jaise maut ka khauf....
Syed Ehtisham Husain
Sher
dasht-e-tanhaa.ii me.n jiine kaa saliiqa siikhiye
ye shikasta baam-o-dar bhii ham-safar ho jaa.e.nge
Fuzail Jafri
Sher
kuchh to tanhaa.ii kii raato.n me.n sahaaraa hotaa
tum na hote na sahii zikr tumhaaraa hotaa






