SEARCH RESULTS
Showing search results for "tanik"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tanik"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
raahate.n aur bhii hai.n vasl kii raahat ke sivaa
an-ginat sadiyo.n ke taariik bahiimaana tilism
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ai naala sad afsos javaa.n marne pe tere
paayaa na tanik dekhne tii.n ruu-e-asar bhii
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
aatish-e-tez judaa.ii me.n yakaayak us bin
dil jalaa yuu.n ki tanik jii bhii jalaayaa na gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ruKHsat hai baaGbaa.n ki tanik dekh le.n chaman
jaate hai.n vaa.n jahaa.n se phir aayaa na jaa.egaa
Mohammad Rafi Sauda
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tanik"
Ghazal
rahe KHayaal tanik ham bhii ruu-siyaaho.n kaa
lage ho KHuun bahut karne be-gunaaho.n kaa
Meer Taqi Meer
Kulliyat
aatish-e-tez judaa.ii me.n yakaayak us bin
dil jalaa yuu.n ki tanik jii bhii jalaayaa na gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
tanik to lutf se kuchh kah ki jaa.n-ba-lab huu.n mai.n
rahii hai baat mirii jaan ab ko.ii dam kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
tinke bhii tum Thaharte kahii.n dekhe hai.n tanik
chashm-e-vafaa rakho na KHasaan-e-jahaa.n se tum
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai.n mar chukaa huu.n pe tere hii dekhne ke liye
habaab-vaar tanik dam rahaa hai aa.nkho.n me.n
Qayem Chaandpuri
Ghazal
mohlat tanik bhii ho to suKHan kuchh asar kare
mai.n uTh gayaa ki Gair tire kaano.n aa lagaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
shiisha-baazii to tanik dekhne aa aa.nkho.n kii
har palak par mire ashko.n se ravaa.n hai shiisha
Meer Taqi Meer
Ghazal
kabhuu is dasht se uThtaa hai jo ek abr tanik
gard-e-namnaak pareshaa.n shuda-e-majnuu.n hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
samand naaz se tere bahut hai 'arsa ta.ng
tanik to tark kar is tark taaz karne ko