SEARCH RESULTS
Showing search results for "tujh"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tujh"
PAGE MATCHES FOR "tujh"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tujh"
Ghazal
baa-hazaaraa.n iztiraab o sad-hazaaraa.n ishtiyaaq
tujh se vo pahle-pahal dil kaa lagaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Sher
hu.aa hai tujh se bichha.Dne ke baa'd ye maa'luum
ki tuu nahii.n thaa tire saath ek duniyaa thii
Ahmad Faraz
Nazm
shikwa
tujh ko ma.aluum hai letaa thaa ko.ii naam tiraa
quvvat-e-baazu-e-muslim ne kiyaa kaam tiraa
Allama Iqbal
Nazm
raqib se!
aa ki vaabasta hai.n us husn kii yaade.n tujh se
jis ne is dil ko parii-KHaana banaa rakkhaa thaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
teraa pahluu tire dil kii tarah aabaad rahe
tujh pe guzre na qayaamat shab-e-tanhaa.ii kii
Parveen Shakir
Sher
Jaun Eliya
Sher
gilaa bhii tujh se bahut hai magar mohabbat bhii
vo baat apnii jagah hai ye baat apnii jagah
Basir Sultan Kazmi
Sher
dil ko tirii chaahat pe bharosa bhii bahut hai
aur tujh se bichha.D jaane kaa Dar bhii nahii.n jaataa