SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaj.h-e-indimaal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "vaj.h-e-indimaal"
Ghazal
dilo.n ke zaKHm dahan me.n zabaa.n nahii.n rakhte
to kis se zaa.iqa-e-indimaal puuchhegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
hai naaz sang ko ki vahii ik hai vajh-e-zaKHm
shiishe ko aaj us ke muqaabil me.n chho.D do
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
us se milne pe KHushii kaise chhupaa.ii jaa.e
kyaa bataa.e.nge vo jab vaj.h-e-tarab puuchhegaa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
mai.n ne puuchhii jo vaj.h-e-qatl kahaa
Thahro dam le ke ham bataate hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
MORE MATCHES FOR "vaj.h-e-indimaal"
Ghazal
vaah-re insaaf itnaa bhii na vaa.n puuchhaa gayaa
ye qusuur-e-husn hai yaa asl me.n taasiir-e-ishq
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kyaa vaj.h tere zulm-o-sitam me.n mazaa nahii.n
ai daur-e-charKH aaj vo shaayad nahii.n shariik
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
us kii kyaa vaj.h mire hote vahaa.n kyuu.n na rahe.n
kyuu.n rahe zulf-e-siyah aap ke ruKHsaar ke paas
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
mai.n chaahtaa huu.n ki mai.n zaKHm zaKHm ho jaa.uu.n
aur is tarah ki kabhii KHauf-e-indimaal na ho
Jawad Sheikh
Ghazal
kaisaa pahaa.D ho gayaa vaqt guzaarnaa mujhe
zaKHm pe jam ga.ii nazar KHvaahish-e-indimaal me.n
Khursheed Rizvi
Ghazal
abhii talak to mere saare zaKHm the hare-bhare
yakaayak un ko kaar-e-indimaal kaise aa gayaa
Farhat Nadeem Humayun
Ghazal
tabii.at bhii agar aasuuda-e-tiir-e-sitam hotii
gumaan-e-indimaal-e-zaKHm-e-paikaa.n aur ho jaataa
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
allaah hii kii yaad bahar-haal KHalq me.n
vaj.h-e-sukuun-e-KHaatir-e-andoh-gii.n rahii