SEARCH RESULTS
Showing search results for "اہل_فن"
Sher MATCHES FOR "اہل_فن"
Sher
'saabir' teraa kalaam sune.n kyuu.n na ahl-e-fan
bandish ajab hai aur ajab bol chaal hai
Fazal Husain Sabir
Sher
bolii lagii mata-e-hunar kii to ahl-e-fan
jaldii me.n apne KHvaab bhii niilaam kar ga.e
Syed Anwar Ahmad
Sher
naaqido tum to mire fan kii parakh rahne do
apne sone ko mai.n piital nahii.n hone duu.ngaa
Mahtab Alam
Sher
is jahaa.n me.n nahii.n ko.ii ahl-e-vafaa
ai 'fanaa' is jahaa.n se kinaaraa karo
Fana bulandshahri
Sher
ahl-e-Gam tum ko mubaarak ho fanaa-aamaadgii
lekin iisaar-e-mohabbat jaan de denaa nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Sher
maa.ngo samundaro.n se na saahil kii bhiik tum
haa.n fikr o fan ke vaaste gahraa.ii maa.ng lo
Hasan Najmi Sikandarpuri
Sher
haa.n ye mumkin hai magar itnaa zaruurii bhii nahii.n
jo ko.ii pyaar me.n haaraa vahii fankaar hu.aa
Khalid Iqbal Yasir
Sher
ai mauj-e-havaadis tujhe maaluum nahii.n kyaa
ham ahl-e-mohabbat hai.n fanaa ho nahii.n sakte
Asad Bhopali
Sher
maujo.n ke ittihaad kaa aalam na puuchhiye
qatra uThaa aur uTh ke samundar uThaa liyaa
Fana Nizami Kanpuri
Sher
mai.n tujh ko chaahuu.n to aisaa ki KHud fanaa ho jaa.uu.n
miraa vajuud tiraa aa.ina dikhaa.ii de
Alamtaab Tishna
Sher
jaa kar fanaa ke us taraf aasuuda mai.n hu.aa
mai.n aalam-e-adam me.n bhii dekhaa maza na thaa
Wali Uzlat
Sher
Nazm Tabatabai
Sher
ai 'mus.hafii' ustaad-e-fan-e-reKHta-go.ii
tujh saa ko.ii aalam ko mai.n chhaanaa nahii.n miltaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Nafas Ambalvi
Sher
ye batlaa.o ham ko bhii pahchaante ho
hame.n kyaa jo ho saare aalam se vaaqif