SEARCH RESULTS
Showing search results for ".dof"
Sher MATCHES FOR ".dof"
Sher
havaa ke dosh pe rakkhe hu.e charaaG hai.n ham
jo bujh ga.e to havaa se shikaayate.n kaisii
Obaidullah Aleem
Sher
Saghar Siddiqui
Sher
shoriidgii ke haath se hai sar vabaal-e-dosh
sahraa me.n ai KHudaa ko.ii diivaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Sher
Pallav Mishra
Sher
kabhii diivaar ko tarse kabhii dar ko tarse
ham hu.e KHaana-ba-dosh aise ki ghar ko tarse
Jawaz Jafri
Sher
Zia-ul-Haq Qasmi
Sher
siina figaar chaak-garebaa.n kafan-ba-dosh
aa.e hai.n terii bazm me.n is baa.nkpan se ham
Sohail Azeemabadi
Sher
kin kin kii aatmaa.e.n pahaa.Do.n me.n qaid hai.n
aavaaz do to bajte hai.n patthar ke daf yahaa.n
Javed Nasir
Sher
ko.ii to dosh se baar-e-safar utaaregaa
hazaaro.n raahzan ummiid-vaar raah me.n hai
Haidar Ali Aatish
Sher
Iftikhar Arif
Sher
Shah Naseer
Sher
havaa ke dosh pe u.Dtii hu.ii KHabar to suno
havaa kii baat bahut duur jaane vaalii hai
Hasan Akhtar Jaleel
Sher
Ganesh Bihari Tarz
Sher
havaa kii tez-gaamiyo.n kaa inkishaaf kyaa kare.n
jo dosh par liye ho us ke bar-KHilaaf kyaa kare.n
Humaira Rahman
Sher
lagaa.ii kis but-e-mai-nosh ne hai taak us par
subuu-ba-dosh hai saaqii jo aabla dil kaa
Shah Naseer
Sher
ai ishq mire dosh pe tuu bojh rakh apnaa
har sar mutahammil nahii.n is baar-e-giraa.n kaa
Qayem Chaandpuri
Sher
KHaana-ba-dosh ho mujhe hijr-o-visaal ek
aise bhii KHush nahii.n huu.n mai.n vaise bhii KHush nahii.n
Aisha Ayub
Sher
raah-e-hayaat me.n na milii ek pal KHushii
Gam kaa ye bojh dosh pe saamaan saa rahaa