SEARCH RESULTS
Showing search results for ".dof"
Ghazal MATCHES FOR ".dof"
Ghazal
Meeraji
Ghazal
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
rah-guzaar-e-KHayaal me.n dosh-ba-dosh the jo log
vaqt kii gard-baad me.n jaane kahaa.n bikhar ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
KHema-gaah-e-nigaah ko luuT liyaa gayaa hai kyaa
aaj ufuq ke dosh par gard kii shaal bhii nahii.n
Jaun Eliya
Ghazal
diivaangii se dosh pe zunnaar bhii nahii.n
ya.anii hamaare jeb me.n ik taar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
nahii.n kuchh dosh us me.n aasmaa.n kaa
mai.n KHud hii apnii nazro.n se giraa huu.n
Rasa Chughtai
Ghazal
havaa ke dosh pe rakkhe hu.e charaaG hai.n ham
jo bujh ga.e to havaa se shikaayate.n kaisii
Obaidullah Aleem
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
nashe se kam to nahii.n yaad-e-yaar kaa aalam
ki le u.Daa hai ko.ii dosh par havaa ke mujhe
Ahmad Faraz
Ghazal
kuchh apne dost bhii tarkash-ba-dosh phirte hai.n
kuchh apnaa dil bhii kushaada hai kyaa kiyaa jaa.e
Ahmad Faraz
Ghazal
bar-sar-e-dosh rahe yaa sar-e-neza yaa-rab
haq-parastii kaa na saudaa kabhii sar se nikle
Ummeed Fazli
Ghazal
pyaar ke giit havaa.o.n me.n sune jaate hai.n
daf bajaatii hu.ii rusvaa.ii chalii jaatii hai
Shakeel Azmi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
yahii zamii.n me.n dabaa.egaa ek din ham ko
ye aasmaan jise dosh par uThaayaa hai
Rahat Indori
Ghazal
hai sirf ik tabassum-e-ra.ngii.n bahut mujhe
'saaGar' ba-dosh laala-ruKHo mai.n nashe me.n huu.n