SEARCH RESULTS
Showing search results for ".fot"
Sher MATCHES FOR ".fot"
Sher
kuchal kuchal ke na foot-paath ko chalo itnaa
yahaa.n pe raat ko mazduur KHvaab dekhte hai.n
Ahmad Salman
Sher
Naeem Zarrar Ahmad
Sher
aa.nkho.n ko pho.D Daaluu.n yaa dil ko to.D Daaluu.n
yaa ishq kii paka.D kar gardan maro.D Daaluu.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
sar pho.D ke mar jaa.e.nge badnaam kare.nge
jis kaam se Darte ho vahii kaam kare.nge
Lala Madhav Ram Jauhar
Sher
bahaa hai phuuT ke aa.nkho.n se aabla dil kaa
tarii kii raah se jaataa hai qaafila dil kaa
Dulhan Begum
Sher
KHaamushii hii me.n sahii par kabhii iz.haar to kar
is qadar zabt se siina tiraa phaT jaa.egaa
Shahzad Ahmad
Sher
Anjum Irfani
Sher
maatam me.n faut-e-umr ke rotaa huu.n raat din
duniyaa me.n mujh saa kam hai ko.ii sogvaar shaKHs
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
mai.n shiisha kyuu.n na banaa aadmii hu.aa kyuu.nkar
mujhe to umr lagii TuuT phuuT jaane tak
Iftikhar Naseem
Sher
tujh se mil kar sab se naate to.D liye the
ham ne baadal dekh ke maTke pho.D liye the
Moin Shadab
Sher
mai.n chup rahaa to aa.nkh se aa.nsuu ubal pa.De
jab bolne lagaa mirii aavaaz phaT ga.ii