SEARCH RESULTS
Showing search results for ".fot"
Ghazal MATCHES FOR ".fot"
Ghazal
karb un kaa ki jo foot-paath pe karte hai.n basar
kyaa samajh paa.e.nge ye raaj-gharaane vaale
Zia Zameer
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
jin ke foot-paath pe ghar paa.nv me.n chhaale ho.nge
un ke zehno.n me.n na masjid na shivaale ho.nge
Shifa Kajgavnwi
Ghazal
din-bhar KHvaab nazar aate hai.n mahlo.n ke
shaam Dhale foot-paath pe bistar lagtaa hai
Parvindar shokh
Ghazal
foot-paath pe arse se pa.Daa soch rahaa huu.n
pattaa to mai.n sarsabz thaa kyuu.n TuuT giraa huu.n
Fakhr Zaman
Ghazal
Siraj Faisal Khan
Ghazal
baiTh kar shahr ke foot-paath pe ham sochte hai.n
ghar ke hote nahii.n iklaute to nii.nd aa jaatii
Faiz Khalilabadi
Ghazal
maze kii ThanD Gariibo.n kii aastiin me.n hai
tum aa ke dekh lo foot-paath par bhii bistar se
Vijay Sharma
Ghazal
vo paa.nch foot kii la.Dkii jab se judaa hu.ii hai
ik be-fasiil sahraa siine me.n chal rahaa hai
Ali Bukhari
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
badan churaa ke vo chaltaa hai mujh se shiisha-badan
use ye Dar hai ki mai.n to.D pho.D duu.ngaa use
Rahat Indori
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
jahaa.n tanhaa.iyaa.n sar pho.D ke so jaatii hai.n
in makaano.n me.n ajab log rahaa karte the
Nasir Kazmi
Ghazal
Meeraji
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
phuuT niklegaa jabii.n se ek chashma husn kaa
sub.h uTh kar KHanda-e-saamaan-e-qudrat dekhiye