SEARCH RESULTS
Showing search results for ".jhad"
Sher MATCHES FOR ".jhad"
Sher
chehre se jhaa.D pichhle baras kii kuduurate.n
diivaar se puraanaa calender utaar de
Zafar Iqbal
Sher
mausam-e-zard me.n ek dil ko bachaa.uu.n kaise
aisii rut me.n to ghane pe.D bhii jha.D jaate hai.n
Mohsin Naqvi
Sher
saa.ns letaa huu.n ki pat-jha.D sii lagii hai mujh me.n
vaqt se TuuT rahe hai.n mire bandhan jaise
Muzaffar Warsi
Sher
Abdul Hamid Adam
Sher
Ghulam Mohammad Qasir
Sher
Ghaus Khah makhah Hyderabadi
Sher
jo phuul jha.D ga.e the jo aa.nsuu bikhar ga.e
KHaak-e-chaman se un kaa pataa puuchhtaa rahaa
Anwar Sadeed
Sher
hargiz kiyaa na baad-e-KHizaa.n kaa bhii intizaar
vo taaza gul thaa mai.n ki khilaa aur jha.D gayaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
vahii.n pe jhaa.D ke uThte hai.n phir mataa’-e-hayaat
ki zindagii ko jahaa.n jis ke naam karte hai.n
Abida Karamat
Sher
Ehya Bhojpuri
Sher
abr-e-naisaa.n kii bhii jha.D jaa.egii pal me.n sheKHii
diida-e-tar ko agar ashk-fishaa.n kiijiyegaa