SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHaak-nashii.n"
Sher MATCHES FOR "KHaak-nashii.n"
Sher
fazaa yuu.nhii to nahii.n malgajii hu.ii jaatii
ko.ii to KHaak-nashii.n hosh kho rahaa hogaa
Hamida Shaheen
Sher
haq ye hai ki ka.abe kii binaa bhii na pa.Dii thii
hai.n jab se dar-e-but-kada par KHaak-nashii.n ham
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Sher
maze jahaan ke apnii nazar me.n KHaak nahii.n
sivaa.e KHuun-e-jigar so jigar me.n KHaak nahii.n
Mirza Ghalib
Sher
vo mirii KHaak-nashiinii ke maze kyaa jaane
jo mirii tarah tirii raah me.n barbaad nahii.n
Saghar Nizami
Sher
mujh ko hu.aa ye KHaak-nashiinii se faa.eda
thaa dil ke aa.ine pe jo kuchh rang u.D gayaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
sunaa hai ham ne ki aariz pe hai Gubaar saa kuchh
balaa se KHat kaa hamaare agar javaab nahii.n
Nasim Maysori
Sher
mazmuun suujhte hai.n hazaaro.n na.e na.e
qaasid ye KHat nahii.n mire Gam kii kitaab hai
Nizam Rampuri
Sher
hamaare sher hai.n ab sirf dil-lagii ke 'asad'
khulaa ki faa.eda arz-e-hunar me.n KHaak nahii.n
Mirza Ghalib
Sher
Nadim Nadeem
Sher
Wasif Dehlvi
Sher
ye KHad-o-KHaal bhii lagte hai.n ab paraa.e se
mujhe dikhaate nahii.n hai.n to aa.ine kyo.n hai.n
Farah Khan
Sher
dikhaa.ii bhii nahii.n degii badan Garqaab kar ke
miyaan-e-vasl ik chaalaak KHaak u.Dtii rahegii
Kamran Nafees
Sher
kisii se shikva-e-mahruumii-e-niyaaz na kar
ye dekh le ki tirii aarzuu to KHaam nahii.n