SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHaak-nashii.n"
Ghazal MATCHES FOR "KHaak-nashii.n"
Ghazal
jis jagah jam.a tire KHaak-nashii.n hote hai.n
Gaaliban sab me.n numuudaar hamii.n hote hai.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Aziz Nabeel
Ghazal
faqiir-KHaak-nashii.n the kisii ko kyaa dete
magar yahii ki vo miltaa to ham du'aa dete
Khalid Alig
Ghazal
juu.n zarra nahii.n ek jagah KHaak-nashii.n ham
ai mahr-e-jahaa.n-taab jahaa.n tuu hai vahii.n ham
Shah Naseer
Ghazal
Niyaz Haidar
Ghazal
ham bandagaan-e-KHaak-nashii.n KHaaksaar hai.n
apne liye fuzuul hai satvat hii kyo.n na ho
Riaz Rahi
Ghazal
aatishii.n rakhtii hai yaa.n garmii-e-raftaar mujhe
huu.n mah-e-KHaak-nashii.n gard hai haalaa meraa
Afzaal Naveed
Ghazal
taaj-e-KHusrav se Garaz us ko na taKHt-e-jam se
'afqar'-e-KHaak-nashii.n teraa gadaa hai ai dost
Afqar Mohani
Ghazal
jo ki ho KHaak-nashii.n muddat se
us ko shaffaaf bichhaunaa kaisaa
Sayyad Ahmad Hussain Shafiq Lakhnavi
Ghazal
taare ravaa.n ho jis ke qadam chuumte hu.e
'mansuur' aisaa KHaak-nashii.n chaahiye hame.n
Mansoor Faaiz
Ghazal
kahii.n to KHaak-nashii.n kuchh buland bhii ho.nge
hazaaro.n apnii bulandii me.n kitne past mile
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
fazaa yuu.nhii to nahii.n malgajii hu.ii jaatii
ko.ii to KHaak-nashii.n hosh kho rahaa hogaa
Hamida Shaheen
Ghazal
ek majzuub hai jo KHaak-nashii.n
arsh-e-a.alaa se us ko nisbat hai
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Ghazal
'jaaved' apne fikr-o-nazar aasmaa.n se laa
pyaare zamaana KHaak-nashii.n kaa nahii.n rahaa