SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHail-e-karishma"
Sher MATCHES FOR "KHail-e-karishma"
Sher
KHirad kaa naam junuu.n pa.D gayaa junuu.n kaa KHirad
jo chaahe aap kaa husn-e-karishma-saaz kare
Hasrat Mohani
Sher
adaa-o-naaz o karishma jafaa-o-jaur-o-sitam
udhar ye sab hai.n idhar ek merii jaa.n tanhaa
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
gar aap pahle rishta-e-ulfat na to.Dte
mar miT ke ham bhii KHair nibhaate kisii tarah
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
ai KHaal-e-ruKH-e-yaar tujhe Thiik banaataa
jaa chho.D diyaa haafiz-e-qur.aan samajh kar
Shah Naseer
Sher
tere andar kii udaasii ke mushaabah huu.n mai.n
KHaal-o-KHad se nahii.n aavaaz se pahchaan mujhe
Anjum Saleemi
Sher
aap agar samjhaa de.n KHaal-o-KHad manzar k
ham apnii hairat kaa naam bataa sakte hai.n
Sarfraz Zahid
Sher
KHaal-o-aariz kaa tasavvur hai hamaare dil me.n
ek hinduu bhii hai ka.abe me.n musalmaan ke saath
Muztar Khairabadi
Sher
ye ijz hai ki qanaa.at hai kuchh nahii.n khultaa
bahut dino.n se vo KHair-o-KHabar se baahar hai
Abul Hasanat Haqqi
Sher
Anjum Khaleeq
Sher
filfil-e-KHaal-e-malaahat ke tasavvur me.n tire
charcharaahaT hai kabaab-e-dil-e-biryaan me.n kyaa
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Sher
Tauheed Zeb
Sher
KHaal-o-KHat se aib us ke ruu-e-aqdas ko nahii.n
husn hai mus.haf me.n honaa nuqta-e-e.araab kaa
Muneer Shikohabadi
Sher
Tanveer Monis
Sher
Aitbar Sajid
Sher
mujh se bhii raahgiir se bhii raah yaar ko
yaksaa.n hai dono.n paa.nv tale KHair-o-shar kii raah