SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHail-e-karishma"
Ghazal MATCHES FOR "KHail-e-karishma"
Ghazal
hujuum-e-Gamza-o-KHail-e-karishma lashkar-e-naaz
ajab sipaah se Thahraa muqaabla dil kaa
Mamnoon Nizamuddin
Ghazal
hai mirii KHaana-nashiinii se ye ghar ghar mazkuur
KHail-e-ushshaaq kaa sarkuub kahii.n baiTh rahaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
Jauhar Bilgrami
Ghazal
hai.n khel sab munaafii-e-shaukat ki ahl-e-jaah
rah jaate hai.n shikaar me.n KHail-o-hasham se duur
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
ishq-e-be-parvaa bhii ab kuchh naa-shakebaa ho chalaa
shoKHii-e-husn-e-karishma-saaz kii baate.n karo
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Maseehullah Khan Ataa
Ghazal
KHirad kaa naam junuu.n pa.D gayaa junuu.n kaa KHirad
jo chaahe aap kaa husn-e-karishma-saaz kare
Hasrat Mohani
Ghazal
naaz o karishma ishva-o-andaaz aur adaa
mai.n yak taraf huu.n itne sitamgaar yak taraf
Qayem Chaandpuri
Ghazal
said-e-karishma is liye hote nahii.n ki ham
pahle se zaKHm-KHurda fareb-e-vafaa ke hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
Abdul Mannan Tarzi
Ghazal
sho.ale saa rang kyaa hai vo husn-e-karishma-saaz
hai.n kashmakash me.n dekhne vaale pa.De hu.e
Hosh Tirmizi
Ghazal
hazaar dard de aur ek kii davaa na kare
jo kuchh kisii kii nigaah-e-karishma-zaa na kare
Sarosh Lucknowi
Ghazal
husn-e-karishma-saaz kaa ye bhii kamaal dekh
patthar ko chhuu ke haath se laala banaa diyaa
Mohammad Ismail Shadan
Ghazal
muntazir hai ik jahaa.n husn-e-karishma-saaz kaa
ab uThaa bhii diijiye parda hariim-e-naaz kaa