SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHud-aagahii"
Sher MATCHES FOR "KHud-aagahii"
Sher
jab ishq sikhaataa hai aadaab-e-KHud-aagaahii
khulte hai.n Gulaamo.n par asraar-e-shahanshaahii
Allama Iqbal
Sher
Dubo.e detaa hai KHud-aagahii kaa baar mujhe
mai.n Dhaltaa nashsha huu.n mauj-e-tarab ubhaar mujhe
Anwar Siddiqui
Sher
Aamil Darvesh
Sher
us ke asbaab se niklaa hai pareshaa.n kaaGaz
baat itnii thii magar KHuub uchhaalii ham ne
Manzar Naqvi
Sher
KHud apnii fikr ugaatii hai vahm ke kaa.nTe
ulajh ulajh ke miraa har savaal Thahraa hai
Bilqis Zafirul Hasan
Sher
Munawwar Rana
Sher
Jalaluddin Akbar
Sher
kyaa KHuub mere baKHt kii manDve cha.Dhii hai bel
naa baaG na bahaar na kaa.nTaa naa phuul huu.n
Baqar Agah Vellori
Sher
Munawwar Rana
Sher
hotii rahii aa.nkho.n se jo yuu.n KHuun kii baarish
dil KHatm na ho jaa.e jigar KHatm na ho jaa.e
Bismil Aghai
Sher
mausam-e-dil jo kabhii zard saa hone lag jaa.e
apnaa dil KHuun karo phuul ugaane lag jaa.o
Kausar Mazhari
Sher
pairahan luuTe maze terii ham-aaGoshii ke
ham kare.n chaak garebaan KHudaa kii qudarat