SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHud-aagahii"
Ghazal MATCHES FOR "KHud-aagahii"
Ghazal
jab ishq sikhaataa hai aadaab-e-KHud-aagaahii
khulte hai.n Gulaamo.n par asraar-e-shahanshaahii
Allama Iqbal
Ghazal
ko.ii bhii uqda-kushaa-e-KHud-aagahii na milaa
mai.n apne aap se bhii aaj tak kabhii na milaa
Rabab Rashidi
Ghazal
daam-e-KHud-aagahii me.n zamaana chhupaa hu.aa
phailaa hu.aa daraKHt hai daana chhupaa hu.aa
Zaheen Shah Taji
Ghazal
daam-e-KHud-aagahii me.n zamaana chhupaa hu.aa
phailaa hu.aa daraKHt hai daana chhupaa hu.aa
Zaheen Shah Taji
Ghazal
Nazish Haidari
Ghazal
haal-e-KHud-aagahii kab tujh se nihaa.n hai saaqii
zarf har chiiz kaa suurat se 'ayaa.n hai saaqii
Bishan Dayal Shad Dehlvi
Ghazal
nahii.n kisii kii tavajjoh KHud-aagahii kii taraf
ko.ii kisii kii taraf hai ko.ii kisii kii taraf
Adeeb Saharanpuri
Ghazal
Dubo.e detaa hai KHud-aagahii kaa baar mujhe
mai.n Dhaltaa nashsha huu.n mauj-e-tarab ubhaar mujhe
Anwar Siddiqui
Ghazal
rafta-rafta ishq ko KHud-aagahii hone lagii
duur kuchh barham-mizaajii husn kii hone lagii
Sahir Siyalkoti
Ghazal
hu.aa shu'uur to KHud-aagahii ke par nikle
fasiil-e-zaat me.n KHush-fahmiyo.n ke dar nikle
Raeesuddin Raees
Ghazal
KHud-aagahii kaa ajab rog lag gayaa hai mujhe
ki apnii zaat pe dhoka tiraa hu.aa hai mujhe
Raees Warsi
Ghazal
KHud-aagahii ke liye bahr-e-bekaraa.n me.n utar
shanaavarii kaa hunar hai to jism-o-jaa.n me.n utar
Arshad Nazar
Ghazal
mere nasiib me.n KHud-aagahii kaa dar likh de
bulandiyo.n kaa mire baKHt me.n safar likh de
Mohammad Siddiq Naqvi
Ghazal
KHud-aagahii ne lahuu me.n Dubo diyaa mujh ko
shu.uur-e-zaat kii aisii milii sazaa mujh ko
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
hame.n bhii zo'm hai daanishvaraana mansab kaa
hai.n mubtlaa-e-fareb-e-KHud-aagahii ham bhii
Ata Abidi
Ghazal
mujh par khulaa jo baab-e-rumuuz-e-KHud-aagahii
mai.n KHud se ho ke zehn-e-KHudaa tak pahu.nch gayaa
Shariq Jamal
Ghazal
KHudaa-shanaas-o-KHud-aagahii sarisht-e-junuu.n
KHirad-asiir tuu ham hai.n KHirad sanam-KHaana