SEARCH RESULTS
Showing search results for "Sinf-e-Aahan"
Sher MATCHES FOR "sinf-e-aahan"
Sher
'yagaanaa' vahii faateh-e-lakhknau hai.n
dil-e-sa.ng-o-aahan me.n ghar karne vaale
Yagana Changezi
Sher
ishq rusvaa-kun-e-aalam vo hai 'ahsan' jis se
nek-naamo.n kii bhii bad-naamii o rusvaa.ii hai
Ahsan Marahravi
Sher
'ehsaan' aisaa talKH javaab-e-vafaa milaa
ham is ke baa'd phir ko.ii armaa.n na kar sake
Ehsan Danish
Sher
ashk bhar aa.e hai.n kyo.n 'ehsaan' un ko dekh kar
ye zabaa.n ke farz aa.nkho.n se adaa kyo.n ho ga.e
Ehsan Danish
Sher
daliil-e-taabish-e-iimaa.n hai kufr kaa ehsaas
charaaG shaam se pahle jalaa nahii.n karte
Shakeel Badayuni
Sher
daliil-e-taabish-e-iimaa.n hai kufr kaa ehsaas
charaaG shaam se pahle jalaa nahii.n karte
Shakeel Badayuni
Sher
yahii hai ibaadat yahii diin o iimaa.n
ki kaam aa.e duniyaa me.n insaa.n ke insaa.n
Altaf Hussain Hali
Sher
Aziz Warsi
Sher
parinde bhii hamd-o-sanaa kar rahe hai.n
magar tuu ba-vaqt-e-azaa.n so rahaa hai
Azimuddin Sahil Kalamnoori
Sher
ba-naam-e-amn-o-amaa.n kaun maaraa jaa.egaa
na jaane aaj yahaa.n kaun maaraa jaa.egaa
Naseem Sahar
Sher
zaahid ne miraa haasil-e-iimaa.n nahii.n dekhaa
ruKH par tirii zulfo.n ko pareshaa.n nahii.n dekhaa
Asghar Gondvi
Sher
chalo amn-o-amaa.n hai mai-kade me.n
vahii.n kuchh pal Thahar kar dekhte hai.n
Akhtar Shahjahanpuri
Sher
aasaa.n nahii.n visaal to dushvaar bhii nahii.n
mushkil me.n huu.n ye mushkil-e-aasaa.n liye hu.e
Amjad Najmi
Sher
fazaa ye amn-o-amaa.n kii sadaa rakhe.n qaa.em
suno ye farz tumhaaraa bhii hai hamaaraa bhii
Nusrat Mehdi
Sher
yaad hai.n aap ke to.De hu.e paimaa.n ham ko
kiijiye aur na sharminda-e-ehsaa.n ham ko
Parvez Shahidi
Sher
vaa.izo mai.n bhii tumhaarii hii tarah masjid me.n
bech duu.n daulat-e-iimaa.n to mazaa aa jaa.e